What is seo in hindi

 Seo kya hai

Seo?             seo ?              seo?



 Kya hai ye seo aap sabhi ko ye sawal jaroor satata hoga ki seo kya hai. to dosto aaj ham apko seo kya hai. or kis kam aata hai iske bare me full imformation dene wale hai.
Is post me ham apko basic se advance level ka seo batayege or seo ki kuch free tips bhi dene wale hai
Isliye ap is post ko bade dhiyan se padhe
Is post me ham janege ki
Seo Kya hai


1.seo kya hai
2.seo kis kaam aata hai
3.seo kyu jaroori hai
4.how to work seo
5.types of seo

Seo kya hai?


seo ki fullform search engine optimization hai
jab koi bhi person online business kerna chahta hai ya fir blog/website create kerta hai to uske samne seo ka nam jaroor aata hai to dosto seo ka main kam website/blog ko rank karke uska traffic badhana hota hai jisse hamari website/ blog per jyadah se jyada traffic aa sake or ham jyadah se jyadah user tak pahuch sake yadi ap ek blogger hai to apko pata hoga ki blog/website per jitna jyadah traffic hota hai us ki kamayi bhi utni hi jyadah hoti hai
seo ka main motive website ya blog ko kisi bhi search engine me first page per rank kerna hota hai jisse blog ya website ke page ka revenue badh sake

google,yahoo,bing sabh ka ek algorithm hota hai jisse search engine website ka analyse kerte hai or best website ko rank ker dete hai iska ek factor seo hai jiska istemal kerke search engines website ko analyse kerne ka kam karta hai

seo kis kaam aata hai?

Ise ham example se samajte hai
Aager aap logo ko kuch knowledge  share karna chahte hai to ap kiska istemal karenge jisse jyadah se jyadah logo tak pahuch sake?????
Aapke dimag me aya hoga youtube,website,blog to dosto apko kya lagta aap inka use kerke logo tak aise hi pahuch jaoge nahi
Nahi aager apko logo tak pahuchna hai to inke sath sath apko seo bhi sekhna hoga seo apki website ko search engine me rank kerta hai or website ka traffic increase kerne me madad kerta jisse apki imformation jyadah se jyadah logo tak pahuch sake

Seo kyu jaroori hai??


jaise apki ko shoes ki shopping website hai or aap apni website ko jyadah se jyadah logo tak pahuchana chahte hai  jisse log apke product ko kharid sake to jab koi bhi person google per likhta hai best shoes website
or ager apke website google per pahle page per rank nahi karti hai to koi aadmi apki website per nahi pahuch payega or ager aap apni website ka seo kerte hai to apki websit  google per rank ho jayegi jisse apki website ka traffic increase hoga or apki selling bhi badhegi
jo website search engine me pahle page per rank kerti hai use serp kaha jata hai
search engine se website ya blog per ane wale traffic ko organic traffic kahte hai
sabhi search engine jaise google, yahoo,bing,etc sabka apna apna algorithm hota hai jisse wo apne crowler spider ki madad se website ya blog ko analyse karka hai
ager website/blog ka seo achchhi tarah se kiya hoga to search engine uski ranking badha deta hai or ager uska seo achchhi tarah se nahi kiya hoga to search engine uski ranking dawn ker deta hai isliye website ya blog me seo karna bahut jaroori hota hai

How to work seo??





Jab aap internet per koi bhi post dalte hai to google apki website per apne spiders bhejta hai jo kuch main points ko check kerke google me bhej deta hai
·      Sabse pahle google apki website per apne spiders bhejta hai apki website ko analyse kerta hai
·      Title,meta tag,description,ko analyse kerta hai
·      Apke content ko read kerta hai heading wise
Uske bad puri imformation ko combined kerke google me bhej deta haI


एक टिप्पणी भेजें

1 टिप्पणियाँ

  1. इस टिप्पणी को एक ब्लॉग व्यवस्थापक द्वारा हटा दिया गया है.

    जवाब देंहटाएं