प्रॉपर्टी डीलर कैसे बने # how to make property dealer
hello friends apka aaj ham is post ke jariye se batayenge ki how to make property dealer
dosto aapne apne aas paas bahut se aise logo ko dekha hoga jo property,home,flate etc ko bikwane ka kam kerte hai
ek property dealer logo ki chije sale kerwane me unki madad karta hai
aapne bahut se property dealer ko dekha hoga unki lifestyle ko dekha hoga bahut se property dealers ne is field me crodo rupay kamaye hai
ye log apne fayde ke liye logo ki property sale karwate hai
Types property dealer
1. आवासीय रियल एस्टेट #Residential real estate
2. व्यवसायिक रियल एस्टेट #commercial real estate
3. औद्योगिक रियल स्टेट # industrial real estate
4. भूमि रियल स्टेट # land real estate
प्रॉपर्टी डीलर कोन होता हैं ?? Who is property dealer
Jo person kisi land,home,ya kisi anniye chij ka vayapar karne me hamari madad karta hai ve property dealer hote hai
me apko example ke jariye samjata hu jaise aap apna home ko bechna chahte hai to ap kiske pas jaynge?....
jahir see baat hai ap un logo ke pas jaynge jo logo ke gher sale kerne me unki madad karte hai yani property dealer ke paas
or property dealer ke pas aise bahut custonmers ke contact hota hai jo home ya kisi or chij ko kharidna chahte hai
प्रॉपर्टी डीलर करते क्या है ओर प्रॉपर्टी डीलर का काम क्या होता है
What do property dealer and what is work
pahle me apko bata du ki ek successfull property dealer banne ke liye apko apne experience se sikhna hoga experience se sikhne ka matlab hai ki ap jo bhi kare usse sikhe yani yadi apse apne kam me koi galti jay to us galti ko dobara na dohraye
ab bat kar late hai ki property dealer ka kam kya haota hai waise to property dealer ka kam aasan hota hai
property dealer kam ke bare me
प्रॉपर्टी डीलर का काम क्या होता हैं
What is work property dealer
yadi customer agree ho jata hai to property dealer ka kam hota hai ki property ke sare documents ikattha karvaye or uske bad registry office me chaker property ki registry karwana or jabtak registry na ho jaye tabtak property ka dhiyan rakhte rahna
registry karwane ke bad property ke malik ko uske davara manga gaya price diya jata hai or property customer ko di jati hai
niche kuch steps hai jinhe ek property dealer follow karta hai
- property khojana
- owner se deal karna
- customer ka pata lagana
- property dikhana
- deal hone per kagaj tayar karwana
- registry office jaker registry karwana
- property customer ko dilwana
property dealer ka kam hota hai ki vo logo ki property, home, shop,etc ko sell karvaye sell
karvane ke liye apko customer ki jaroorat hogi islye yadi ap new property dealer hai to apko karna ye hai ki ap apne kam ke bare me sab ko bataye or logo se jan pahchan banaye isse log apko or apke kam ke bare me janne lagege or jab logo ko jaroorat hogi to log apko bulayage
प्रॉपर्टी डीलर बनने के लिए कितनी स्टडी करनी होती है
How much study to do to become a property dealer
me apko bata du ki property dealer banne ke liye kisi bhi degree ki jaroorat nahi hoti hai iske liye tajurbe ke jarurat hoti hai is kam ko koi bhi kar sakta hai ye kam asan bhi bahut hai waise koi bhi kam muskil nahi hota hai vo to bus hamari soch per nirbher karta hai ki yadi ham kam ko asan sochte hai to hame vo kam asan lagta hai or yadi ham muskil sochte hai to vo kam muskil lagta hai
fir bhi yadi ap property dealing ka kam sikhna chahte hai to bahut se college me 6month ya 1year ka course karwaya jata hai yadi ap karna chahte hai to ker sakte hai isse ap property dealing me jaldi safal ho sakte hai
How to improve communication skill
डील कैसे करें ?? how to deal
dosto deal kerne ke liye apko apni communication skill ko develop kerna hai apka convince kerne ka tarika aisa hona chahiye ki wo ap ke jariye se hi apni property ko bikwaye
bahut se log is field me entry kerte hai or bina soche samje dealing kerne lagte hai or bahut buri tarike se fail ho jate hai isliye dosto apki aisi galti nahi karni hai
apko apni life ke her ek movement se sikhna hai or use aply karna hai
property dealer ka kam start kerne se pahle apko in bato per dhiyan dena hai
पर्टी डीलर कैसे कमाते है how to earn property dealer
property dealer ko her ek deal karwane per ek percentage milta hai jo usko property ke malik se bhi milta hai or apne customer se bhi milta hai isse alag bhi property dealer kamate hai
yani property dealer her month lakho rupay kamate hai property dealer do rarike se kamata hai pahla tarika to ye hi hai ki property dealer ko her ek property ki deal karwane ke 2percent melta hai or dusra tarike me property dealer kisi property ko khud saste me kharidkar use maihenge me bachta hai
dosto ye post yaha end hoti yadi ye post apko acchi lagi to post ko share karna mat bhulna or apke mind me isse related koi bhi question ho ap comment box me mujse puchh sakte hai
4 टिप्पणियाँ
good
जवाब देंहटाएंइस टिप्पणी को एक ब्लॉग व्यवस्थापक द्वारा हटा दिया गया है.
जवाब देंहटाएंHmmm thanks
जवाब देंहटाएंSir mara name satvir Singh urf navin Suryabashi he ma Piropatiy dillar hu please my halp me koi party se jouin kar bo me up se mara gaw saneta shafipur dishtic buladshahar bock khurja tashil khurja pin 203141 my phone number 8979747908
जवाब देंहटाएं